Baarish Ki Jaaye Mp3 Download B Praak
Baarish Ki Jaaye Mp3 Song Download from Punjabi Songs (2021) Barish Ki Jaye Pagalworld Album, Baarish Ki Jaaye Song Sung by B Praak, This Newest Song Music composed By B Praak and Lyrics written by Jaani, Download Baarish Ki Jaaye mp3 music in 128Kbps, 192Kbps, and 320Kbps – in HD Excessive-High quality Audio Music.
Album | Punjabi Songs (2021) |
Singer(s) | B Praak |
Music Composer(s) | B Praak |
Lyric Author(s) | Jaani |
Audio
Download
Baarish Ki Jaaye Song Lyrics
Baarish Ki Jaaye Lyrics by B Praak and Sunanda Sharma is a lately launched Hindi music with music additionally given by B Praak. Baarish Ki Jaaye music lyrics are written by Jaani and the music video is directed by Arvindr Khaira which options Nawazuddin Siddiqui.
Lyrics
Yeh syraj se bhi keh do
Ke apni aag bujha ke kare
Yeh syraj se bhi keh do
Ke apni aag bujha ke kare
Agar mujhse baatein karni hain
To phir nazar jhuka ke kare
To phir nazar jhuka ke kare
Taare uske hath mein hone hello chahiye
Jugnu uske sath mein sone hello chahiye
Ho khushbuon se uski sifarish ki jaye
Ho khushbuon se uski sifarish ki jaye
Ae khuda tu bol de tere badlon ko
Ae khuda tu bol de tere badlon ko
Mera yaar hass raha hai baarish ki jaaye
Yaar hass raha hai baarish ki jaaye
Yeh suraj se bhi keh do Ke apni aag bujha ke kare
Agar us’se baatein hain karni
To nazarein jhuka ke kare
Yeh suraj se bhi keh do
Ke apni aag bujha ke kare
Agar us’se baatein hain karni
To nazarein jhuka ke kare
Mohabbate Jaani ki
Poori khwaahish ki jaye
Mohabbate Jaani ki
Poori khwaahish ki jaye
Ae khuda tu bol de tere badlon ko
Ae khuda tu bol de tere badlon ko
Mera yaar hass raha hai baarish ki jaaye
Yaar hass raha hai baarish ki jaaye
Haye aashik hoon jaane mein
Kitna waqt lagta hai
Rabb ke ghar mein aane mein
Kitna waqt lagta hai
Dekha use to yeh malum hua
Ke jannat ko paane mein
Kitna waqt lagta hai
Yeh zamana jaane na kya kara sakti hai
Ho yaar mere ki nazrein hain
Dariya duba sakti hai
Uska bas chale to sara dariya pee jaye
Uska bas chale to sara dariya pee jaye
Ae khuda ae khuda
Ae khuda tu bol de tere badlon ko
Ae khuda tu bol de tere badlon ko
Mera yaar hass raha hai baarish ki jaaye
Yaar hass raha hai baarish ki jaaye
Ae khuda tu bol de tere badlon ko
Mera yaar hass raha hai baarish ki jaaye
Yaar hass raha hai baarish ki jaaye
Baarish ki jaaye
Na duniya ke liye likhte
Na mere liye likhte
Na duniya ke liye likhte
Na mere liye likhte
Ghalib zinda hote
To tere liye likhte
Ghalib zinda hote
To tere liye likhte